Quote:
|
Originally Posted by main_shayar_toh_nahin
welcome.. ek choti si shayari aapke liye..
yun nazar ki baat ki aur dil chura gaye...
andhero key saaye me dhadkan suna gaye..
hum toh samajhte they ajnabi aapko....
aap to hume apna bana gaye.
|
Wah kya khoob shayari likha hai aapne. Aur aap kehte hai ki aap shayar nahi hai?