shukran Janab
us ka naam unhi ashaar me chupa hai janab
aap khud pehchaan len ham to apni zuban se kehne se rahe
jab to wo khud nahi keh deti
Quote:
|
Originally Posted by salam_69
waaah jaaanab!!!!!
acha thrd bana daala....par.............
ab naaam us maah-jabeen ka bata bhi do......
parda us rukh-e-naazneen se hata bhi do
|
__________________
~*✩*~ EiD mUbArAkH ~*✩*~
Allah u akbar Allah u akbar laa ilaha illallahu Allah u akbar Allah u akbar walillahil hamd
|