Aaj main tumhe MAJBOOR dekhna chahta hoon,
Aaj main tumhe MAJBOOR dekhna chahta hoon,
jis tarah main tha MAJBOOR ke tumhe rok nahi paya ,
aaj main bhi kahin jana chahta hoon.
Jis tareh tum chali gai mujhe chorkar,
aaj main bhi kahin jana chahta hoon.
par khan jaoon main,?
ke koi nahi hai is duniya main mujhe samajhne wala
tum to chali gayi jhan tumhe jana tha mujhe akela chorkar,
kya kabhi socha ki main khan jana chahta hoon
mujhe bhi batao ke kaisi talash karten hain kisi ko..
main kisi ka hona chahta hoon .
Aaj main tumhe MAJBOOR dekhna chahta hoon,
jis tarah main tha MAJBOOR ke tumhe rok nahi paya ,
aaj main bhi kahin jana chahta hoon.
GKLABH
__________________
GKLABH
|