|
Kalam bayan karti hai
Na sukun hai
Na karar hai
Ye kaisi mohobbat...
Ye kaisa pyaar hai
Chah kar use
Gunah kya kiya
Wo kyun dusman hai mera
kyun mere aansuon ka talabgar hai
Ye kaisi mohobbat....
Ye kaisa pyaar hai
Mera safar us tak pahuch kar khatam hua
Wo hai ki mujhe chhod kar
Aage badhne ko teyar hai
Ye kaisi mohobbat....
Ye kaisa....
"Dilse" ab mout kareeb hai
Meri kalam bayan karti hai
Or kagaz ko bhi atbaar hai
Ye kaisi mohobbat....
Ye kaisa.....
Tum chale aao ki mujhe jana hai
Mout ke aage nahin chalta koi bahana hai
Bahut kiya tera ab nout ka intzaar hai
Ye kaisi mohobbat ....
Ye kaisa......
Pyaar hai...!
Dilse.....
__________________
have faith in urself & speak ur heart......
|