Tumko dekha to yeh khayaal aaya.........
Ki kal raat ko maine itna kyon khaaya.........

Mein Samandar hoon kahin doob na jaana mujh mein, tujhe andaza nahi hai meri gehraai ka....
Hum aapke dil mein rahate hai.......
Aur bhaada bhi nahin dete hai........
Mein Samandar hoon kahin doob na jaana mujh mein, tujhe andaza nahi hai meri gehraai ka....
Ladka apni dilruba se pooch raha hai......
Kya pyaar karna paap hai?????
Kya pyaar karna paap hai?????
Ladke ka dost uske kaan mein bolta hai.........
Abbey patli gali pakad peeche uska baap hai........
Mein Samandar hoon kahin doob na jaana mujh mein, tujhe andaza nahi hai meri gehraai ka....
Jise koyal samjhe, woh kauwa nikla,
dosti ke naam par hauwa nikla,
Jo roka karte they humein sharab peene se,
aaj unki jeb se pauwa nikla.
Mein Samandar hoon kahin doob na jaana mujh mein, tujhe andaza nahi hai meri gehraai ka....
Gori Paan mat khaya karo,honto par lali ati hai.

By god tere bharibharkam sharir ko dekh meri jaan chali jati hai.
Mein Samandar hoon kahin doob na jaana mujh mein, tujhe andaza nahi hai meri gehraai ka....
o hoooooooooooooo kia shayaris hai boss keep posting bhaiiiiiiiii![]()
**@ Afi DBest @**
Haan sis tumko acchi lagi to aur post karunga
Originally Posted by afikauser
Mein Samandar hoon kahin doob na jaana mujh mein, tujhe andaza nahi hai meri gehraai ka....
haan buhat pasand hai comic shayaris ye fouzii ko kuch nahi pasand hai bhaiiOriginally Posted by sourabhbasak
![]()
**@ Afi DBest @**
yaadein wo nahi jisme bichadne ka ghum chupa hai.......
yaadein wo nahi jisme aankom ka num chupa hai.........
yaadein wo nahi jisme tanhai ka zakhm chhupa hai........
yaadein wo hain jisme Hrithik ne act kiya aur jise Subhash ghai ne direct hai....
Mein Samandar hoon kahin doob na jaana mujh mein, tujhe andaza nahi hai meri gehraai ka....
Ohh My god yeh to hume pata nahi tha.....
Dil me hamare baat tab bahut khatki.......
jab ek bail ko sadak par T.V. dekhte huye paya.......
Mamla sara tab samajh me aaya........
jab Miss Palam pur ko dekhkar wo muskuraya........