wark_e_tasvir_e _yaar machal
wark_e_tasvir_e_yaar machal jaaye hain jub nagaah abr_e_nigaahon se !
nikal aate hain fadfadakar yaadon ke zeen dil k qbr gaahoon se!!
bo'n_e_khoon_e_dil to barhaqq hain bikharna fiza'auon main! baad muddat k hi sahi, ru_ba_ru phir se hain mohbbat k cou'raahon se !!
zabt ka imtiha'n hain hamaare ya sza hain hmari saafgoi ki!
pochte hain tifl_e_ashq dast_e_mizga se hokar badhawas se!!
hume hr roz lumha dr lumha nau ba nau karte hain zibha dast_e_hayaat!
ja'kar mar kahin, tu kr le muh siyaah apna *aariff* ke dar_o_baam se
Last edited by Mak_786 : 09-20-2012 at 06:38 PM.
Reason: hindi language not working in new post
|