Sitaare jo damakte hain
kisi ki chashm E hairan main
Mulaqatain jo hoti hain
jamaal E abro baaraaan main
Yeh nnaa aabaad waqtoon main
dill E naa shaad main ho gi
Muhabbat abb nahi ho gi
yeh kuch Din BaaD main ho gi
.
Guzar jaain ge jub yeh din
yeh unn ki YAAAD main ho gi