Quote:
|
Originally Posted by Nasir4u
|
HI Nasir thanks for appreciate and providing that link for competition i have posted my latest new ghazal on that page ..written below;
Tu hain insaa to insaa ki tarah,
Baith ke tu yahan soch zara,..... tu hain..soch zara
Kyun akela khada hai rahoon mein,
Hai zamaane me tanha aur yahan,
Ek akele ki taraf haanth bada. Tu hain insaa.....soch zara.
Tere hontho ki sayad ek hansi,
Ban jaaye dusro ki jaan yahaan.
Kyun bahata hai phir tu yeh aansu,
Aa badi bhid me tu muskuraa. Tu hain insaa...soch zara.
Yeh tera gum na hara de tujko,
Tu rahe sauke-gunaah me saamil.
Is kadar khud se na gira de tujko.
Uth k yahan khud ko khud se hara. Tu hain insaa..soch zara.
Aaj kahta hai tujhe yeh “sahil”
Muskile daur ayyenge aur yahaan.
Hosla rakhio apne dil pe tu,
Apni haaro se na tu ghabra. Tu hain insaa...soch zara.
Sahil Gazli , 16 july 2012