Aasman pe naya chand hai aaya
sara aalam khushi se jagmagaya
horahi hai saher-o-aftar ki tiyari
saaj rahi hai duaon ki sawari
poore hon aapke her dilke armaan
mubarak ho aap sab ko pyaara RAMZAN
Aasman pe naya chand hai aaya
sara aalam khushi se jagmagaya
horahi hai saher-o-aftar ki tiyari
saaj rahi hai duaon ki sawari
poore hon aapke her dilke armaan
mubarak ho aap sab ko pyaara RAMZAN
Ramzan mubarak to everybody……………….
Wo chand ki chandni,
Wo sahar ki raonak,
Wo rozo se muhbbat,
Wo azano ki gunj,
Wo iftar ki dhoom,
Wo khuda ki ibadat,
HO TUM SAB KO RAMZAN MUBARAK
Meaning of Ramzaan
R-Roza Rakho
A-Allah se daro
M-Masjid ko jao
Z-Zakat banto
A-A’maal ache karo
N-Namaz parho
Raat ko naya chand mubarak,
Chand ko chandni mubarak,
Falak ko sitare mubarak.
Sitaroon ko bulandi mubarak.
Aur aap sab ko hamari taraf se:-
”RAMADAN MUBARAK”
Very gud Deewana...... yeh meine abhi banayi hai........
Ramzaan mein ho jae sabki muraad puri.....
Mile sabko dhero khusiya aur na rahe koi ichcha adhuri.....
Mein Samandar hoon kahin doob na jaana mujh mein, tujhe andaza nahi hai meri gehraai ka....
Bahut achche Saurabh Bhai
Ramadan ka chand daikha,
Rozay ki dua mangi, Roshan sitara daikha,
Aap ki khairiat ki dua mangi,
May Almight Allah bless you with his blessing in the holy month of Ramadan
A : Allah se daro
B : Bismillah se shuro karo
C : Chooor ko saza do
D : Deen seekho
E : Elim hasil karo
F : Farz ada karo
G : Gussa mat karo
H : Haj ada karo
I : Ibadat karo J :
Jannat millegi
K : Kalma pado
L : Laa ilaha illalha
M : Muhammad ur rasool allah
N :Namaz pado
O :Omar ka lihaz karo
P : Parda karo
Q : Quran pado
R : Roza rakho
S : Shukriya ada karo
T : Tauba karo U :
Ummeed rakho
V : Vazoo karo
W :Waqt ka lihaz karo
X : Xtra nafil pado
Y :Yakeen karo ALLAH per
Z : Zikr ALLAH KA KARO.
Darbar me Tere Juka hai Ser Salamat Rakhna………!!
Dua O me Utha hai Hath Salamat Rakhna……….!!,
Rahe Teri Rahemat Nazar Ham pe Salamat Rakhna…………!!
He kHUDA, Tu Hamesha Dilme Rahe Hamare Salamat Rakhna…….!!
Paak Bandgi Karta rahe Banda Salamat Rakhna…………!!
Nek Kamo me Zidagi ho “Fanna” Ae Khuda,ramzan main Salamat Rakhna……**
NAMAZ kia hai?
N=Nekio mai izafa,
A=Akharat mai nijat,
M=MOHAMMAD(S.A.W)ki sunnat,
A=Allah ki raza,
Z=Zaria Qurbat-e-Illahi,
bhot hi achi batein liki hai tumne deewane.**